Sunday, December 18, 2005

Just cant stop this thing me started..

Just cant stop humming this song. Comes to mind every now and then.

Movie: Veer Zara
Starring: Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukherjee
Director:Yash Chopra
Music: Madan Mohan

Tere Liye
Tere Liye Hum Hain Jiyeh, Honthon Ko Siye
Tere Liye Hum Hain Jiyeh, Har Aansoo Piye
Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye
Tere Liye Hum Hain Jiye, Har Aansoo Piye
Tere Liyeh Hum Hain Jiye, Honthon Ko Siye
Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye

Zindagi Le Ke Aayehe Hai Beete Din Ki Kitaab(2)
Ghere Hain Ab Humein Yaadein Be-Hisab
Bin Poochhe Mile Mujhe Kitne Sare Jawab
Chaha Tha Kya, Paya Hai Kya, Humne Dekhiye
Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye

Kya Kahoon Duniyaa Ne Kiya, Mujh Se Kaisa Bair(2)
Hukm Tha..? Main Jiyun Lekin Tere Baghair
Naadaan Hai Woh Kahte Hain Jo Mere Liyeh Tum Ho Ghair
Kitne Sitam Humpe Sanam Logon Ne Kiye
Dil Mein Magar Jalte Rahe, Chahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye

Tere Liye...Chahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye...(4)

No comments: